Saturday, May 4, 2013
Aaj fir school jaane ko dil karta hai… . subah-subah jaldi uth, nahane ko dil karta hai, . school dress pahan kr tie lagane kodil karta hai, . Aaj firr…Line me lagkar prayer karne ko dil karta hai, . Ek dusre ko dhakka de aage badhne kodil karta hai, . Aaj firr… Class ke khali period me kagaj ke aeroplane udane ko dil karta hai, . Lunch time me ek dusre ka tifin kahne ko dil karta hai, . Aaj firr… Class me mam ke questions puchne par chupchap khade hone ka dil karta hai, . Home work na karne aur dher sare bahane banana ka dil karta hai, . Aaj firr… Social science ke period me sone ka dil karta hai, . Chutti ke intezar me bell bajne ka dil karta hai, . Aaj firr… Un dosto ke sath baate karneaur ladne jhagdne ka dil karta hai, . Sab kuch bhool jaankar mast hone ka dil karta hai, . Aaj fir school jaane ka dil karta hai
Friday, May 3, 2013
!!..Aapki khatao ko bhul jane ko dil karta hai Ab aapke karib aane ka dil karta hai..!! !!..Aapki tarah hi khubsurat hai aapki baten Aapki baton par muskurane ka dil karta hai..!! !!..Isq hai ek aag ka dariya maine suna hai Iss dariya main dub jane ka dil karta hai..!! !!..Bahut ji liye iss duniya main rahkar hum Ab aapke dil main bas jane ka dil kartahai..!! Hum ho gaya bebas aapke pyar main Iss pyar ko parwan chadhane ka dil karta hai..!!
Subscribe to:
Posts (Atom)