Friday, May 3, 2013
!!..Aapki khatao ko bhul jane ko dil karta hai Ab aapke karib aane ka dil karta hai..!! !!..Aapki tarah hi khubsurat hai aapki baten Aapki baton par muskurane ka dil karta hai..!! !!..Isq hai ek aag ka dariya maine suna hai Iss dariya main dub jane ka dil karta hai..!! !!..Bahut ji liye iss duniya main rahkar hum Ab aapke dil main bas jane ka dil kartahai..!! Hum ho gaya bebas aapke pyar main Iss pyar ko parwan chadhane ka dil karta hai..!!
Subscribe to:
Posts (Atom)